nawerspaces.blogg.se

Bahut pyar karte hain hum
Bahut pyar karte hain hum




bahut pyar karte hain hum

Har din ghanto phone par baatein karne se pyar nahi badhta, aur ye pyar ka proof bhi nahi deta. Pyar kya hai? Kya har din good morning, good night wish karna hii pyar hai?Īisa nahi hai, yaar thoda tou matured bano. Jis din koi fantasy, wish nahi rahega uss din naa jhagda rahega, aur naa relationship! Umeed karta hu ki iss chhote se example se aapko samjha paya hu. Reena shayad apne BF ko medium hairstyle me dekhne ka wish karti hai. Ab jab dono relationship me hai tou isme koi burai nahi hai.Īb thodi naa fantasy sirf bedroom ke andar rehti hai, kabhi kabhi real general life me bhi apne partner ke prati fantasy rehti hai. Isme koi burai nahi hai! Har kisi ki apni fantasy hoti hai. Shayad Reena dekhna chahti hai ki uska BF medium hairstyle me kaisa lagta hai. Lekin sochne waali baat ye hai ki Rohit agar ek do baar medium hairstyle rakh bhi leta hai tou kya nuksaan ho jayega. Rohit ko lagta hai ki wo apni khusi ke liye independent nahi hai, aur Reena usko dominate karti hai. Rohit ko lambe baal rakhna pasand hai lekin Reena ko chhote/medium hairstyle pasand hai. Reena aur Rohit ek dusre se bahut pyar karte hai, aur utnaa hi jhagadte bhi hai. Jab tak takraar hai, tab tak pyar hai! Chaliye example se samajhte hai.

bahut pyar karte hain hum

But worry when I stop fighting with u, because that means there is nothing left between us to fight for.!”Įk couples agar ek dusre se bahut jhagadte hai tou isme ghabrane ki koi baat nahi hai. Gf/Bf me bahut jhagda hota hai? Kya inn dono me pyar ki kami hai? Shaadi se pehle ek dusre ko samajh lena bahut jaruri hai. Isliye sirf shaadi hii ek successful pyar ka solution nahi hai. Darasal emotions/feelings hii inhe jode hue hai. Maine aise bhi relationships dekhe hai jo bina shaadi ke bhi aaj ek dusre se lambe samay se jude hai. “Janab feelings aur emotions ki kami ke kaaran humne bhi saat phere tut te dekhe hai.”Īgar aap bhi yahi sochte hai ki shaadi kar lene se pyar kamiyab ho jayega tou aap galat soch rahe hai. Kya shaadi se pyar badhta hai? Kya har bf/gf ko shaadi kar leni chahiye? Yaha main aapke sath un saare questions ko discuss karne wala hu jo aksar pyar ko lekar puchhe jaate hai. Chaliye ab ek ek karke pyar ke pehlu ko samajhte hai. Agar aapko apne boyfriend/girlfriend ki khusi me apni khusi milti hai tou wo pyar hai. Ek hadd tak tou sahi hai lekin practical duniya me iske maayne clear nahi hote.Īgar practically ek sentence me kaha jaaye tou – ‘saamne wale ki khusi me agar aapko khusi milti hai tou wo pyar hai’. Kisi ne pyar ko khuda kaha hai, kisi ne aitbaar kaha hai, kisi ne ehsaas tou kisi ne sab kuch kho dene ko pyar kaha hai! Lekin ye sab actually khayali baatein hai, illusion hai. Tou chaliye shuru karte hai! pyar kya hai – image source Pyar kya hai? What is love in hindi-īade bade shayaro ne pyar ki apni paribhasha batai hai. Pehla pyar kya hai? Aaj ke iss modern zamane ke pyar me physical hone se pehle emotions ka judna kyo jaruri hai? Aaj hum inn sab topics par khul ke baatein karenge. Ek ek examples se samjhenge ki pyar kitne tarah ke hote hai. Pyar kya Hai – Namaskar, phir se aapka swagat hai par! Aaj hum pyar kya hai ispar khul ke baatein karenge.






Bahut pyar karte hain hum